26 April 2024
- Bhupinder Singh
Image Courtesy: themoviedatabase
Main Waqt aur tum Qayamat. Dekhna, jab hum milenge toh iss Kainaat mein sab kuch ruk jayega
Image Courtesy: Wikipedia
Ishq ko masoom rehne do notebook ke aakhri panne par. Aap use kitaabon mein daalkar mushkil na kijiye.
Image Courtesy: youtube
Zindagi bahut Lambi hai, Tanha katna bahot bura katna hai hai.
Image Courtesy: nagalandpage
Teri bewafaai ke Angaaron mein lipti rahi yun ruh meri. Mein is tarah aag na hota, jo ho jaati tu meri.
Image Courtesy: imdb
Meri zameen tumse gehri rahi hai. Waqt aane do, aasman bhi tumse uncha rahega.
Image Courtesy: dailypioneer
Ab woh aag nahi rahi, na Sholon jaisa dehekta hoon. Rang bhi sab ke jaisa hai, sabsa hi to Mehekta hoon.
Image Courtesy:
Ek arsey se hoon thame, Kashti ko bhawar me. Toofaan se bhi jayada, sahil se siharta hoon.
Image Courtesy: astrology
Har ek dastoor se bewafai, main shiddat se hai nibhai. Raaste bhi khud hai dhundhe, aur manzil bhi khud banayi.
Image Courtesy: open magazine
Hum dono me bas itna sa farq hai uske sab ˇ°lekinˇ± mere naam se shuru hote hain, aur mere saare ˇ°kaashˇ± uss par aa kar rukte hain.
Image Courtesy: Facebook
Bewajah bewafaaon ko yaad kiya hai, Galat logon pe bahut Waqt barbaad kiya hai.
Image Courtesy: Facebook
Unsplash